Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHemant Kumar (Mukherji)
HomeHemant Kumar (Mukherji)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune o rasiyaa mann basiyaa teekha teekha kajraa lagaaya tune kaahe ko jaadu jagaaya tune o sajni sukh rajni saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune o rasiyaa mann basiyaa tune pyaas jaga di nayi aag lagaa di mera ang ang jala jaaye o sajni sukh rajni zara nain mila le lagi dil ki bujha le tere sang sang koi aaye tera roop sahaa nahin jaaye saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune kahe saara zamana mujhe tera deewana sada haar haar tujhe chaahun meri preet puraani huyi teri deewani jiya baar baar tujhe chaahun tere ghum mein maza mujhe aaye teekha teekha kajraa lagaaya tune kaahe ko jaadu jagaaya tune o rasiyaa mann basiyaa mere nain naseele mere honth raseele jiya jhoom jhoom mera gaaye o sajni sukh rajni ye fiza bhi sarabi ye hawa bhi sarabi tujhe choom choom idhar aaye mujhe door kahin liye jaaye saara
sawan mein barkha sataaye pal pal chhin chhin barse tere liye mann tarse tere liye mann tarse tu hi bata de sawan samjh na aaye agan lagaaye kahin agni bujhaaye tu hi bata de sawan samjh na aaye agan lagaaye kahin agni bujhaaye barkha raseeli jaise teri haseen ho hans de zara ras barse tere liye mann tarse tere liye mann tarse sawan mein barkha sataaye pal pal chhin chhin barse tere liye mann tarse aaj to barasne de in baadlon ko gori mili hai koi in saanwlon ko aaj to barasne de in baadlon ko gori mili hai koi in saanwlon ko barkha rangili jaise nain hon tere nain mila rang barse tere liye mann tarse tere liye mann tarse sawan mein barkha sataaye pal pal chhin chhin barse tere liye mann tarse tere liye mann tarse
so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin aye hawaa jaa kar use tu saath kyun laati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gaya chaand pehle bhi nikalta tha magar aisa naa tha chaand pehle bhi nikalta tha magar aisa naa tha aaj aisi baat kyun hai kuchh samjh aati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gayaa chandani kuchh chaand se keh kar zameen par aa gayi chandani kuchh chaand se keh kar zameen par aa gayi jaane kya dekha yahaan ab laut kar jaati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin aye hawaa jaa kar use tu saath kyun laati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gaya
suniiiiiiiiiii raat meinnnnn kho gaye chaand ke saayeeee do akele chal rahe hain raat akeli chaand akela humsafar do ajnabi the raat akeli chaand akela suniiiiiiiiiii raat meinnnnn kho gaye chaand ke saayeeee aawaaara safar jaayeee to kahaan veeraaan hain zameen veeraan aasmaan do kinaare chal rahe hain raat akeli chaand akela aawaazon mein hoon sannnnaton ki dhun naghmon ki zubaan khamoshi hai ghum do ishaare chal rahe hain raat akeli chaand akela do akele chal rahe hain raat akeli chaand akela suniiiiiiiiiii raat meinnnnn kho gaye chaand ke saayeeee
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm tum pukaar lo tumhaara intezaar hai tum pukaar lo khaab chun rahi hai raat beqaraar hai tumhaara intezaar hai tum pukaar lo honth pe liye huye dil ki baat hum jaagte rahenge aur kitni raat hum honth pe liye huye dil ki baat hum jaagte rahenge aur kitni raat hum mukhtsir si baat hai tumse pyaar hai tumhaara intezaar hai tum pukaar lo dil bahel to jaayega iss khayaal se haal mil gaya tumhaara apne haal se dil bahel to jaayega iss khayaal se haal mil gaya tumhaara apne haal se raat ye qaraar ki beqaraar hai tumhaara intezaar hai
tumhare nain dekh ke suna hai log jogi ho gaye tumhare nain dekh ke kisi ki aass gayi kisi ki pyass gayi kisi ko jaan mili hamari saans gayi tumhare nain dekh ke suna hai log jogi ho gaye tumhare nain dekh ke do neeli aankhen do neeli aankhen neeli aankhen jaise sapnon mein khoyi huyi hain ye neeli aankhen ye neeli aankhen neeli aankhen jaise ratein do soyi huyi hain kisi ko saath mila kisi ki baat chali kisi ka din beeta hamari raat chali tumhare nain dekh ke suna hai log jogi ho gaye tumhare nain dekh ke ho oo log kahte hain kahte hain in aankhon mein sahil behte hain hoo log kehte hain in jhilon mein shayad pyase dil rehte hain tumhari aankh lage toh raat soti hai tumhare jagte hi saver hoti hai tumhare nain dekh ke suna hai log jogi ho gaye tumhare nain dekh ke
vandeeeee maaaaaaaaaaaaatram vandeeeee maaaaaaaaaaaaatram aa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa sujlaam suflaam malayja shithlaam shashya shaamlaam maaaaaaaaaaaaaaaaaaatram aa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa subra jyotsna pulkit yamini pulkusumita dhrumadal shobhini suhasinim sumadhur bhashnim sukhdaam vardaam maaaaaaaaaaaaatram sapt koti kanth kal kal ninada kar le nisapt koti bhujai trita kar karwa le sapt koti kanth kal kal ninada kar le nisapt koti bhujai trita kar karwa le aiho laage nu main aet bole bahu bal dharinim namaamim tarinim riputalwarinim maaaaaaaaaaaaaaaaatram aa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa
wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi jhuki huyi nigaah mein kahin mera khayaal tha dabi dabi hansi mein ik haseen saa gulaal tha main sochta tha mera naam gunguna rahi hai wo main sochta tha mera naam gunguna rahi hai wo naa jaane kyun laga mujhe ke muskura rahi hai wo wo shaam kuchh ajeeb thi mera khayaal hai abhi jhuki huyi nigaah mein khili huyi hansi bhi hai dabi huyi si chaah mein main jaanta hoon mera naam gunguna rahi hai wo main jaanta hoon mera naam gunguna rahi hai wo yahi khayaal hai mujhe ke saath aa rahi hai wo wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi
woh khush naseeb hai jin ko yahan qaraar mila humein to dil jo mila woh bhi beqaraar mila woh khush naseeb hain jin ko yahan qaraar mila humein to dil jo mila woh bhi beqaraar mila woh khush naseeb hain mili hain pyaar mein dar dar ki thokarein hum ko mili hain pyaar mein dar dar ki thokarein hum ko lagaye rakhate hain seene se har ghadi ghum ko jo khatm ho na kabhi aisa intezaar mila humein to dil jo mila woh bhi beqaraar mila woh khush naseeb hain sitam hai ghum ke samandar mein har kushi doobi sitam hai ghum ke samandar mein har kushi doobi hamaare ashq mein khud apni zindagi doobi sahara de koi aisa na ek baar mila humein to dil jo mila woh bhi beqaraar mila woh khush naseeb hain jin ko yahan qaraar mila humein to dil jo mila woh bhi beqaraar mila woh khush naseeb hain
yaa dil ki suno duniyaa waalo yaa mujhko abhi chup rehne do main ghum ko khushi kaise keh doon jo kehte hain unko kehne do yaa dil ki suno duniyaa waalo yaa mujhko abhi chup rehne do main ghum ko khushi kaise keh doon jo kehte hain unko kehne do yaa dil ki suno duniyaa waalo ye phool chaman mein kaisa khilaa ye phool chaman mein kaisa khilaa maali ki nazar mein pyaar nahin hanste huye kyaa kyaa dekh liyaa ab behte hain aansoon behne do yaa dil ki suno duniyaa waalo ek khaab khushi ka dekha nahin ek khaab khushi ka dekha nahin dekhaa jo kabhi to bhool gaye maangaa huaa tum kuchh de naa sake jo tumne diyaa wo sehne do yaa dil ki suno duniyaa waalo kyaa dard kisi ka legaa koi kyaa dard kisi ka legaa koi itna to kisi mein dard nahin behte huye aansoon aur bahen ab aisi tasalli rehne do yaa dil ki suno duniyaa waalo yaa mujhko abhi chup rehne do main ghum ko khushi kaise keh doon jo kehte hain unko kehne do yaa dil ki suno duniyaa waalo
kahaan ye hansta hua carvaan zindagi ka naa poochho chala hai kidhar tamanna hai ye saath chalte rahen hum naa beete kabhi ye safar ye hansta hua carvaan zindagi ka naa poochho chala hai kidhar haan tamanna hai ye saath chalte rahen hum naa beete kabhi ye safar waah waah hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm zameen se sitaron ki duniyaa mein jaayen haan haan wahan bhi yahi geet ulfat ke gaayen achchhaa zameen se sitaron ki duniyaa mein jaayen wahan bhi yahi geet ulfat ke gaayen muhabbat ki duniyaa ho ghum se begaana rahe na kisi ka bhi darr aji darr kaisa ye hansta hua carvaan zindagi ka naa poochho chala hai kidhar tamanna hai ye saath chalte rahen hum naa beete kabhi ye safar chaliye hmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm aaaa haaa haaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaa baharon ke din hon jawaan ho nazaren aa haa haa haa haseen chandani ho nadi ke kinare kya baat hai baharon ke din hon jawaan ho nazaren haseen chandani ho nadi ke kinare naa aaye jahan bhool kar badnasibi
ye mehfil sitaaron ki raat ye bahaaron ki aise mein chhed de taraana koi pyaar ka kisi ki nighahon mein muhabbat ki raahon mein khoya gaya hai ye deewana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki ye bheegi fizaayen suhaana samaan koi le ke dil chhup gaya hai kahaan chale aayenge ye zameen aasmaan bula ke to dekhen kisi ki zubaan muhabbat ke dil mein shamma jab jali hai aayega aayega parwana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki mere dil ke armaan jagaavo nahin muhabbat ki baaten banaavo nahin ye keh ke mera dil dukhaao nahin hansi pyaar ki tum udaao nahin asar kar gayi hain ye baaten teri sunn ke hua hai ye deewana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki raat ye bahaaron ki aise mein chhed de taraana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki
ye nayan darre darre ye jaam bhare bhare zaraa peene do kal ki kis ko khabar ik raat ho ke nidar mujhe jeene do hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm raat haseen ye chaand haseen tu sabse haseen mere dilbar raat haseen ye chaand haseen tu sabse haseen mere dilbar aur tujhse haseen aur tujhse haseen tera pyaar tu jaane na ye nayan darre darre ye jaam bhare bhare zaraa peene do ye nayan darre darre hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm pyaar mein hai jeevan ki khushi deti hai khushi kai ghum bhi pyaar mein hai jeevan ki khushi deti hai khushi kai ghum bhi main maan bhi loon main maan bhi loon kabhi haar tu maane na ye nayan darre darre ye jaam bhare bhare zaraa peene do kal ki kis ko khabar ik raat ho ke nidar mujhe jeene do hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai raat hai bheegi huyi rang mein doobi huyi raat hai bheegi huyi rang mein doobi huyi aaj hai duniya meri pyaar se mahki huyi aankh mein aap hi ki surat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai aap ko meri qasam kijiye mujh pe karam aap ko meri qasam kijiye mujh pe karam ilteja suniye meri aap hain mere sanam dil mein bus aap hi ki murat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai aaj to jaane wafa maaniye mera kahaa aaj to jaane wafa maaniye mera kahaa apne kadmon mein zara dijiye mujh ko jagah ab tassallee ki ye hi surat hai aaiye aapki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai
zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai aarzuon ke diye aaj roshan kijiye aarzuon ke diye aaj roshan kijiye aaye hain milne ko hum zindagi bhar ke liye kyaa hasin raat kyaa muhurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai yun na ab sharmaaiye yun na ab tarsaaiye yun na ab sharmaaiye yun na ab tarsaaiye khol ke ghoonghat sanam chaandni barsaaiye chaand ki aaj kyaa zaroorat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sara Mora Kajra Chhudaya Tumne Do Dil (1965) 05:26 16430
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Raj Shri
Duration : 05:26   Song Number : 16430   

Sawan Mein Barkha Biwi Aur Makan (1966) 03:24 12288
 
Poster of Biwi Aur Makan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Ajeet Chatarji
Duration : 03:24   Song Number : 12288   

So Gaya Sara Zamaana Miss Mary (1957) 03:21 12394
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:21   Song Number : 12394   

Suni Raat Mein Sannata (1966) 03:30 12474
 
Poster of Sannata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 03:30   Song Number : 12474   

Tum Pukaar Lo Tumhaara Intezaar Hai Khamoshi (1969) 03:48 21366
 
Poster of Khamoshi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Dharmendra, Waheeda Rehman
Duration : 03:48   Song Number : 21366   

Tumhare Nain Dekh Ke Rahgir (1969) 03:34 36185
 
Poster of Rahgir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Sandhya
Duration : 03:34   Song Number : 36185   

Vande Maatram Anand Math (1952) 03:15 21399
 
Poster of Anand Math (1952)
 
Category
Patriotic
Year- 
1952
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Raag- 
Des
Duration : 03:15   Song Number : 21399   

Wo Shaam Kuchh Ajeeb Thi Khamoshi (1969) 04:59 21414
 
Poster of Khamoshi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:59   Song Number : 21414   

Woh Khush Naseeb Hain Hill Station (1957) 03:17 13335
 
Poster of Hill Station (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 13335   

Yaa Dil Ki Suno Duniyaa Waalo Anupama (1966) 04:36 21416
 
Poster of Anupama (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:36   Song Number : 21416   

Ye Hansta Hua Carvaan Zindagi Ka Ek Jhalak (1957) 03:07 16435
 
Poster of Ek Jhalak (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Pradeep Kumar
Duration : 03:07   Song Number : 16435   

Ye Mehfil Sitaaron Ki Arab Ka Saudagar (1956) 03:11 16203
 
Poster of Arab Ka Saudagar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Shashikala
Duration : 03:11   Song Number : 16203   

Ye Nayan Darre Darre Kohraa (1964) 04:39 12000
 
Poster of Kohraa (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:39   Song Number : 12000   

Zindagi Kitni (Female) Bin Badal Barsaat (1963) 04:13 12917
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 04:13   Song Number : 12917   

Zindagi Kitni Khoobsurat Bin Badal Barsaat (1963) 02:59 12918
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Biswajit Chatterjee
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 02:59   Song Number : 12918   
Karaoke Songs of Hemant Kumar (Mukherji), Sad Songs of Hemant Kumar (Mukherji), Love Songs of Hemant Kumar (Mukherji), Dance Songs of Hemant Kumar (Mukherji), Hip-hop songs of Hemant Kumar (Mukherji), Best songs of Hemant Kumar (Mukherji), Super hit songs of Hemant Kumar (Mukherji), hit songs of Hemant Kumar (Mukherji), duet songs of Hemant Kumar (Mukherji), solo songs of Hemant Kumar (Mukherji), old songs of Hemant Kumar (Mukherji), famous songs of Hemant Kumar (Mukherji), Hindi Karaoke Songs of Hemant Kumar (Mukherji), Hindi Sad Songs of Hemant Kumar (Mukherji), Hindi Love Songs of Hemant Kumar (Mukherji), Hindi Dance Songs of Hemant Kumar (Mukherji), Hindi Hip-hop songs of Hemant Kumar (Mukherji), best Hindi songs of Hemant Kumar (Mukherji), super hit Hindi songs of Hemant Kumar (Mukherji), hit Hindi songs of Hemant Kumar (Mukherji), duet Hindi songs of Hemant Kumar (Mukherji), solo Hindi songs of Hemant Kumar (Mukherji), old Hindi songs of Hemant Kumar (Mukherji), famous Hindi songs of Hemant Kumar (Mukherji), Sing Along Songs of Hemant Kumar (Mukherji), Sing Along Sad Songs of Hemant Kumar (Mukherji), Sing Along Love Songs of Hemant Kumar (Mukherji), Sing Along Dance Songs of Hemant Kumar (Mukherji), Sing Along Hip-hop songs of Hemant Kumar (Mukherji), Sing Along Best songs of Hemant Kumar (Mukherji), Sing Along Super hit songs of Hemant Kumar (Mukherji), Sing Along hit songs of Hemant Kumar (Mukherji), Sing Along duet songs of Hemant Kumar (Mukherji), Sing Along solo songs of Hemant Kumar (Mukherji), Sing Along old songs of Hemant Kumar (Mukherji), Sing Along famous songs of Hemant Kumar (Mukherji)